A very inspiring and a melodious song from the movie '1942 A Love Story'.
Music Director: R.D. Burman
Singer: Shivaji Chattopadhyay
Lyricist: Javed Akhtar
Dil na ummed nahi, naakam hi to hai,
Lambi hai gham ki shaam, magar shaam hi tho hai,
Ye safar bahut hai kathin magar,
Na udaas ho mere humsafar,
Yeh sitam ki raat hai dhalne ko,
Hai andhera gham ka pighalne ko,
(Zara der ismein lage agar) - 2
Na Udhas ho mere humsafar,
Nahi rehnewali yeh mushkilen,
Ke hain agle mood pe manzilen,
(Meri baat ka tu yakeen kar) - 2
Na udhas ho mere humsafar,
Kabhi dhoond lega ye karwan,
Woh nayi jameen naya aasman,
(Jise dhoondti hai teri naazaar) - 2
Na udhas ho mere humsafar...
Music Director: R.D. Burman
Singer: Shivaji Chattopadhyay
Lyricist: Javed Akhtar
Dil na ummed nahi, naakam hi to hai,
Lambi hai gham ki shaam, magar shaam hi tho hai,
Ye safar bahut hai kathin magar,
Na udaas ho mere humsafar,
Yeh sitam ki raat hai dhalne ko,
Hai andhera gham ka pighalne ko,
(Zara der ismein lage agar) - 2
Na Udhas ho mere humsafar,
Nahi rehnewali yeh mushkilen,
Ke hain agle mood pe manzilen,
(Meri baat ka tu yakeen kar) - 2
Na udhas ho mere humsafar,
Kabhi dhoond lega ye karwan,
Woh nayi jameen naya aasman,
(Jise dhoondti hai teri naazaar) - 2
Na udhas ho mere humsafar...
No comments:
Post a Comment
Feel free to express.