Friday 24 August 2012

Aashiyan!

This is a latest one from the movie 'Barfi'. Although not released yet, but seems to have some great stuff. Ranbeer Kapoor is looking impressive in the movie.

Singer: Shreya Ghoshal, Nikhil Paul George
Music Director: Pritam
Lyrics: Swanand Kirkire

Itti si hansi
Itti si khushi
Itta sa tukda chand ka
Khwabon ke tinkon se
Chal banayeinn aashiyaan - 2

Dabe dabe paaon se
Aaye haule haule zindagi
Hothon pe puppy chadha ke
Hum taale laga ke chal
Gumsum tarane chupke chupke gaayein
Aadhi aadhi baatein ye
Aaja dil ki ye zameen
Thoda sa tera sa hoga
Thoda mera bhi hoga apna ye aashiyan

Itti si hansi
Itti si khushi
Itta sa tukda chand ka
Khwabon ke tinkon se
Chal banayeinn aashiyan

Naa ho chaar deewarein
Phir bhi jharokhe khule
Baadalon ke hothon pe
Shaakhein hari, pankha chale

Na ho koi takrarein
Are masti thahake chalein
Pyaar ke sikkon se mahine ka kharcha chale

Dabe dabe paaon se
Aaye haule haule zindagi
Hothon pe puppy chadha ke
Hum taale laga ke chal
Gumsum tarane chupke chupke gaayein
Aadhi aadhi baatein ye
Aaja dil ki ye zameen
Thoda sa tera sa hoga
Thoda mera bhi hoga apna ye Aashiyan

Itti si hansi
Itti si khushi
Itta sa tukda chand ka
Khwabon ke tinkon se
Chal banayeinn Aashiyan - 2

Wednesday 22 August 2012

Aaj Lagta Hai Main Hawaon Mein Hoon!

A very happy song from the movie 'Tumsa Nahin Dekha'.Dia Mirza is looking as fresh as this rain nowadays!

Music Director:
Singer: Shreya Ghoshal
Lyricist:

Dhanak ka rang hai bikhra mere duppate pe,
Saari khoonshbu meri baahon mein simat aayi hai,
Paanv padte nahi zameen pe mere,
Mujhpe ajeeb si masti yeh umad aayi hai,
Aaj lagta hai main hawaon mein hoon,
Aaj itni khushi mili hai,
Aaj bas mein nahi hai mann mera,
Aaj itni khushi mili hai,
Aaj lagta hai main hawaon mein hoon,
Aaj itni khushi mili hai,

Haya ki shokhiyaan lipti hai mere aanchal se - 3
(Aisa lagta main dulhan hoon bani
Aaj itni khushi mili hai) - 2

Woh ek pal ki mulakaat rang laayi hai - 3
(Umra bhar ke liye mehmaan bani
Aaj itni khushi mili hai) - 2

Aaj lagta hai main hawaon mein hoon,
Aaj itni khushi mili hai - 4

Friday 10 August 2012

Shirt Da Button!

A very different song from the movie 'Kyaa Super Kool Hain Hum'. Sonu Nigam has sung it beautifully as usual. He is an immensely talented singer.

Music Director(s): Sachin-Jigar
Singers: Sonu Nigam, Meet Bros. Anjaan
Lyricist: Kumaar

Teri shirt da main taan button soniye soniyee - 2
Baalon ka tere main haaye clip ho gaya - 2
Chand se bhi zyada sohna mukhda tera,
Haaye dekhte hi dil ye slip ho gaya,
O mar gaye yaar deewane o tere lover purane,
O die heart fan tere hain tuhi qadar na jaane - 2
Teri shirt da main taan button soniye,
Baalon ka tere main haaye clip ho gaya...

Palko mein teri mil gaya, jannaton ka rasta,
O o tere pichhe pichhe pichhe chal pada,
Ye mera mann, (baawra - 2) - 2
Tere naino ka main liner soniye soniye - 2
Ungli ka teri haye ring ho gaya,
Tune muskura ke jo dekh liya,
Haaye dil ye faqeer mera king ho gaya,
O mar gaye yaar deewane o tere lover purane
O die-heart fan tere hain tuhi qadar na jaane - 2
Teri shirt da main taan button soniye,
Baalon ka tere main haaye clip ho gaya...

Haathon ki lakirien aajkal le rahi hain karwatein,
Ho meri zindagi mein tum ho aa rahe sunn raha hun aahatein - 2
Tere gaalon ka main colour soniye soniye
Gale ka main tere necklace ho gaya - 2
Tune khayalo ko jo chhu liya,
Haaye nindon ka aana jaana less ho gaya,
O mar gaye yaar deewane o tere lover purane,
Ho die heart fan tere hain tuhi kadar na jaane - 2

Teri shirt da main taan button soniye,
Baalon ka tere main haaye clip ho gaya,
Chand se bhi zyada sohna mukhda tera,
Haaye dekhate hi dil ye slip ho gaya,
O mar gaye yaar deewane o tere lover purane
Ho die-heart fan tere hain tuhi qadar na jaane - 2
Teri shirt da main taan...

Sunday 5 August 2012

Haan Yahi Rasta Hai Tera!

A very inspirational song from the movie 'Lakshya'. Gives great motivation.

Music Director: Shankar Ehsaan Loy
Singer: Shankar Mahadevan
Lyricist: Javed Akhtar

Haan yehi rasta hai tera, tune ab jaana hai - 2
Haan yehi sapna hai tera, tune pehchana hai...

Haan yehi rasta hai tera, tune ab jaana hai,
Haan yehi sapna hai tera, tune pehchaana hai...

Tujhe ab ye dikhana hai,
Roke tujhko aandhiyan, ya zameen aur aasman,
Payega jo lakshya hai tera,
Lakshya toh har haal mein pana hai...

Mushkil koi, aa jaye toh, parbat koi, takraye to,
Taqat koi, dikhlaaye toh, toofaan koi, mandlaye to,
Mushkil koi aajaaye toh, parbat koi takraaye to,
Barse chahe ambar se aag, lipte chahe pairon se lakh -2
Payega jo lakshya hai tera,
Lakshya to har haal mein pana hai...

Himmat se jo koi chale, dharti hille kadmon tale,
Kya dooriyaan kya fasle, manzil lage aake gale,
Himmat se jo koi chale, dharti hille kadmon tale,
Tu chal yunhi ab sub-ho-shaam, rukna, jhukna nahin tera kaam -2
Payega jo lakshya hai tera,
Lakshya to har haal mein paana hai...

Haan yehi rasta hai tera, tune ab jaana hai,
Haan yehi sapna hai tera, tune pehchaana hai.
Tujhe ab ye dikhaana hai...

Saturday 4 August 2012

Mere Toote Hue Dil Se!

A post after a long time! But this time a sad song from the movie 'Chhalia'. This oldie is a real classic!

Music Director: Kalyanji-Anandji
Singer: Mukesh
Lyricist: Qamar Jalalabadi

Mere toote hue dil se,
Koi to aaj ye puchhe,
Ke tera haal kya hai,
Ke tera haal kya hai,
Mere toote hue dil se...

Kismat teri reet niraali - 2
O chhaliye ko chhalne wali,
Phool khila to tooti daali,
Jise ulfat samajh baitha,
Meri nazaron ka dhokha tha,
Kisi ki kya khata hai - 2
Mere toote hue dil se...

Maangi mohabbat payi judaai - 2
Duniya mujh ko raas na aayi,
Pehle kadam par thokar khayi
Sada azad rehte the,
Humein maloom hi kya tha,
Mohabbat kya bala hai - 2

Mere toote hue dil se...