Tuesday, 18 September 2012

Deva Ho Deva Ganpati Deva!

Ganesh Chaturthi is on the doors. This song from the movie 'Hum Se Badhkar Kaun' is my way of saying thanks to Ganpati Bappa for all the happiness he has given me.

Music Director: Ram Laxman
Singers: Rafi, Asha Bhonsle,Shailendra Singh,Bhupinder Singh, Sapan Chakravarty
Lyricist: Ravindra Rawal

Vakratunda Mahakaya,
Suryakoti Samaprabha
Nirvighnam Kuru Me Deva
Sarva Kareshu Sarvada!

Ganpati bappaa morya,
mangal moorti morya - 2
Morya re bappa morya re - 2

Devaa ho devaa, Ganpati devaa
Tumse badhkar kaun
swaami tumse badhkar kaun - 2
Aur tumhaare bhaktjanon mein
Hamse badhkar kaun
Hamse badhkar kaun
Haay
devaa ho devaa
Ganpati devaa
Tumse badhkar kaun
Swaami tumse badhkar kaun

Adbhut roop ye kaayaa bhaari
Mahimaa badi hai darshan ki
Prabhu mahimaa badi hai darshan ki
Bin maange poori ho jaaye
Jo bhi ichchhaa ho man ki
Prabhu jo bhi ichchhaa ho man ki
ho ho ho ho
Jo bhi ichchhaa ho man ki
Ganpati bappaa morya,
mangal moorti morya
Devaa ho devaa
Ganpati devaa
Tumse badhkar kaun
Swaami tumse badhkar kaun
Aur tumhaare bhaktjanon mein
Hamse badhkar kaun
Haan
Hamse badhkar kaun
Devaa ho devaa
Ganpati devaa
Tumse badhkar kaun
Swaami tumse badhkar kaun

Chhoti si aashaa laayaa hoon
Chhote se man mein daataa
Is chhote se man mein daataa
Maangne sab aate thhe pehle
Sachchaa bhakt hi hai paataa
Prabhu sachchaa bhakt hi hai paataa
Ho ho ho ho
Sachchaa bhakt hi hai paataa
Ganpati bappaa morya,
Mangal moorti morya
Devaa ho devaa
Ganpati devaa
Tumse badhkar kaun
Swaami tumse badhkar kaun
Aur tumhaare bhaktjanon mein
Hamse badhkar kaun
Haan
Hamse badhkar kaun
Devaa ho devaa
Ganpati devaa
Tumse badhkar kaun
Swaami tumse badhkar kaun

Bhakton ki is bheed mein aise
Bagulaa bhagat bhi milte hain
Haan bagulaa bhagat bhi milte hain
Bhes badal kar ke bhakton kaa
Jo bhagwaan ko chhalte hain
Are jo bhagwaan ko chhalte hain
Ho ho ho ho
Jo bhagawaan ko chhalte hain
Ganpati bappaa morya,
Mangal moorti morya
Devaa ho devaa
Ganpati devaa
Tumse badhakar kaun
Swaami tumse badhkar kaun
Aur tumhaare bhaktjanon mein
Hamse badhkar kaun
Haan hamse badhkar kaun
Devaa ho devaa
Ganpati devaa
Tumse badhkar kaun
Swaami tumse badhkar kaun

Ek daal ke phoolon ka bhi
Alag alag hai bhaagy raha
Prabhu alag alag hai bhaagy raha
Dil mein rakhnaa dar uska
Mat bhool vidhaataa jaag raha
Mat bhool vidhaataa jaag raha
Ho ho ho ho ho ho
Mat bhool vidhaataa jaag rahaa
Ganpati bappaa morya,
Mangal moorti morya
Devaa ho devaa
Ganpati devaa
Tumse badhkar kaun
Swaami tumse badhkar kaun
Aur tumhaare bhaktjanon mein
Hamse badhkar kaun
Haan hamse badhkar kaun
He
Devaa ho devaa
Ganpati devaa
Tumse badhkar kaun
Swaami tumse badhkar kaun
Devaa ho devaa
Ganpati devaa
Tumse badhkar kaun
Swaami tumse badhkar kaun
Devaa ho devaa
Ganpati devaa
Tumse badhkar kaun
Swaami tumse badhkar kaun
Devaa ho devaa
Ganpati devaa
Tumse badhkar kaun
Swaami tumse badhkar kaun

No comments:

Post a Comment

Feel free to express.