Sunday 30 September 2012

Tum Pukar Lo!

A song which has got so many emotions in it from the movie 'Khamoshi'.

Singer: Hemant Kumar

Tum pukar lo, tumhara intezaar hai,
Tum pukar lo...

Khwaab chun rahi hai raat beqarar hai...
Tumhara intezar hai, tum pukar lo...

Honth pe liye hue dil ki baat ham...
Jaagte rahenge aur kitni raat ham -2

Mukhtsar si baat hai tum se pyaar hai,
Tumhara intezaar hai, tum pukar lo...

Dil bahal to jaayega is khayal se...
Haal mil gaya tumhara apne haal se -2

Raat ye qaraar ki beqarar hai
Tumhara intezaar hai...

Saturday 29 September 2012

Emptiness(Tune mujhe Jaana Nahi)!

A teenage hot favourite from the album 'Emptiness(LONELY)'!


Lyricist: Rohan Rathore
Singer: Rohan Rathore

All love of mine
With a song and a whine
You're harsh and divine
Like truths and a lie

But the tale ends not here
I have nothing to fear
For my love is hell of giving and hold on

And the bright emptiness
In a room full of it
Is a cruel mistress
Woah oh!

I feel this unrest
That nest all hollowness
For I have nowhere to go in the cold

And I feel so lonely
There's a better place than this
:Emptiness

And I'm so lonely
There's a better place than this

Emptiness, Yeaheaeah!

Tune mere jaana
Kabhi nahi jaana
Ishq mera, Dard mera, Haaye..!

Tune mere jaana
Kabhi nahi jaana
Ishq mera, dard mera

Aashiq tera
Bheed me khoya rehta hai, Jaane Jahaan
Poochho to itna kehta hai

That I feel so lonely
There's a better place than this
:Emptiness

And I'm so lonely
There's a better place than this
:Emptiness, Yeaheah!

Bade Acche Lagte Hain!

This song is from the movie 'Balika Vadhu'.

Music Director: R.D. Burman
Singer: Amit Kumar
Lyricist: Anand Bakshi

Bade acche lagte hain..

Kyaa????

Yeh Dharti, yeh nadiyaa, yeh rainaa aur?

Aur tum...

Bade acche lagte hain,
Yeh Dharti, yeh nadiyaa, yeh rainaa aur?
Aur tummm...

O o O MAjhi re
Jaiyo piya ke desh...

Hum tum kitne paas hain...
Kitane door hain chand sitare,
Sach poochho to man ko jhoothe lagate hain yeh saare - 2

Magar saccche lagate hain
Yeh Dharti yeh nadiyaa, yeh rainaa aur ?
Aur tummm...

Hmmmmm
Tum in sab ko chhod ke kaise kal subah jaogi,
Mere saath inhe bhi to tum yaad bahut aaogi... - 2

Bade acche lagte hain,
Yeh Dharti, yeh nadiyaa, yeh rainaa aur?
Aur tummm...

Bade acche lagte hain...

Thursday 27 September 2012

Ye Safar Bahut Hai Kathin Magar!

A very inspiring and a melodious song from the movie '1942 A Love Story'.

Music Director: R.D. Burman
Singer: Shivaji Chattopadhyay
Lyricist: Javed Akhtar

Dil na ummed nahi, naakam hi to hai,
Lambi hai gham ki shaam, magar shaam hi tho hai,

Ye safar bahut hai kathin magar,
Na udaas ho mere humsafar,

Yeh sitam ki raat hai dhalne ko,
Hai andhera gham ka pighalne ko,
(Zara der ismein lage agar) - 2

Na Udhas ho mere humsafar,

Nahi rehnewali yeh mushkilen,
Ke hain agle mood pe manzilen,
(Meri baat ka tu yakeen kar) - 2

Na udhas ho mere humsafar,

Kabhi dhoond lega ye karwan,
Woh nayi jameen naya aasman,
(Jise dhoondti hai teri naazaar) - 2

Na udhas ho mere humsafar...

Tuesday 25 September 2012

Keh Doon Tumhe!

A masti bhara song from the movie 'Deewar'. Enjoy!

Music Director: R.D.Burman
Singer: Asha Bhosle, Kishire Kumar
Lyricist: Sahir Ludhianvi

Keh doon tumhe ya chup rahoon, dil mein mere aaj kya hai
Jo bolo to janoon, guru tumko manoon
Chalo ye bhi wada hai

Socha hain tumne ke chalate hi jaayen
Taaron se aage koyi duniyan basaayen

Sochaa hain ke tumhe rasta bhulaayen
Sooni jagah pe kahin chhede, darayen

Are naa naa, haay re naa naa, ye naa karanaa, naheen re, naheen re........

Socha hain tumne ke kuchh gunaganaayen
Masti mein jhoomein zara, dhoomein machaayen

Socha hain ye ke tumhe nazdeek laayen
Phoolon se hothhon ki lali churayen

Are naa naa, haay re naa naa, ye naa karanaa, naheen re, naheen re........

Kaun Sunega Kisko Sunaye!

A heart touching song from the movie 'Souten Ki Beti'.

Music Director: Sawan Kumar
Singer: Kishore Kumar
Lyricist: Vedpal Sharma

Kaun sunega kisko sunaye isiliye chup rehete hai - 2
Humase apane ruth na jaaye - 2 isiliye chup rehete hai

Meri surat dekhanewalon main bhi ek aaina tha - 2
Toota jab ye shisha ye dil saawan kaa mahina tha
Tookade dil ke kisako dikhaaye - 2 isiliye chup rehete hai
Humase apane ruth na jaaye - 2 isiliye chup rehete hai

Aaj khushi ki is mehfil mein apana ji bhar aaya hai - 2
Gam ki koi baat nahi hai hame khushi ne rulaya hai
Ankh se ansu beh na jaye - 2 isiliye chup rehete hai
Humase apane ruth na jaye - 2 isiliye chup rehete hai

Pyar ke phool chune the hamane khushi ke sej sajane ko - 2
Patjhad banakar aayi bahare ghar mein aag lagane ko
Aag mein gum ki gal na jaye - 2 isiliye chup rehete hai
Kaun sunega kisko sunaye - 2 isiliye chup rehete hai - 3

Jab Koi Baat Bigad Jaye!

An ultimate pure love song from the movie 'Jurm'. Once u read the lyrics, u will feel urself into the song. Really a nice one.

Music Director: Rajesh Roshan
Singers: Kumar Sanu, Sadhna Sargam
Lyricists: Indeevar, Payam

–MALE–
Jab koi baat bigad jaye, jab koi mushkil pad jaye
Tum dena saath mera, o, humnavaaz
Jab koi baat bigad jaye, jab koi mushkil pad jaye
Na koi hai, na koi tha, zindagi mein tumhaare siva
Tum dena saath mera, o, humnavaaz — 2

Ho chandani jab tak raat, deta hai har koi saath,
Tum magar andheron mein, na chhodna mera haath... - 2

Jab koi baat bigad jaye, jab koi mushkil pad jaye
Tum dena saath mera, o, humnavaaz
Na koi hai, na koi tha, zindagi mein tumhaare siva
Tum dena saath mera, o, humnavaaz

–FEMALE–
Vafaadari ki vo rasamein nibhayenge hum to kasmein,
Ek bhi saans zindagi ki, jab tak ho apne bas mein... - 2

Jab koi baat bigad jaye, jab koi mushkil pad jaye
Tum dena saath mera, o, humnavaaz

–MALE–
Na koi hai, na koi tha, zindagi mein tumhaare siva
Tum dena saath mera, o, humnavaaz

Dil ko mere hua yakin, hum pahale bhi mile kahin
Silsila ye sadiyon ka, koi aaj ki baat nahin

–FEMALE–
Dil ko mere hua yakin, hum pahale bhi mile kahin
Silsila ye sadiyon ka, koi aaj ki baat nahin

–BOTH–
Jab koi baat bigad jaye, jab koi mushkil pad jaye
Tum dena saath mera, o, humnavaaz

–Chorus–
Jab koi baat bigad jaye, jab koi mushkil pad jaye
Tum dena saath mera, o, humnavaaz

Na koi hai, na koi tha, zindagi mein tumhaare siva
Tum dena saath mera, o, humnavaaz

–BOTH–
Tum dena saath mera, o, humnavaaz

Mahiya!

A foot stepping song from the movie 'Awarapan'. This is quite a fast track but still very melodious and a favourite of all.

Music Directors: Pritam Chakraborty
Singer: Suzanne DMello
Lyricist: Sayeed Quadri

Somewhere out there i know there is someone,
Who is waiting just 4 me mahiya,
He is gonna set me free mahiya,

Jiski ankhon mein meri hi nami ho,
Koi to hai woh yar mahiya, karoon main intezar mahiya,
Jiske jine mein meri hi kami ho,
Rahe jo bekarar mahiya, woh mujhpe nisar mahiya,
Jiski har bat mujhse judi ho,
Chahe jo beshumar mahiya, wafa se wafadar mahiya...

How long my, why cant u be a part of my reality,

Usko le jindgi ke khwab main bunoon, chamkile rang sare uname bharoon,
Usko aksar khayalon mein socha,
Kahin to hai woh yaar mahiya, woh mera dildar mahiya

Somewhere out there i know there is someone,
Who is waiting just 4 me mahiya,
He is gonna set me free mahiya,

I know that he is gonna be my destiny, its all part of my reality,
Kabse uske aane ki main raah takoon,
Kabse chhupa ke ise dil me rakhoon,

Mere dil ne tarasha use jaisa
Milega wahi yar mahiya, hai mujhe aitbar mahiya

Somewhere out there i know there is someone,
Who is waiting just 4 me mahiya,
He is gonna set me free mahiya,

Jiski ankhon mein meri hi nami ho,
Koi to hai woh yar mahiya, karoon main intezar mahiya,
Jiske jine mein meri hi kami ho,
Rahe jo bekarar mahiya, woh mujhpe nisar mahiya,
Jiski har bat mujhse judi ho,
Chahe jo beshumar mahiya, wafa se wafadar mahiya...

Friday 21 September 2012

Aate Jate Khoobsurat Awara Sadkon Pe!

Yet another ultimate romantic number from the movie 'Anurodh'. This peppy yet romantic song is a must read.

Music Director: Laxmikant-Pyarelal
Singer: Kishore Kumar
Lyricist: Anand Bakshi

Aate jate khoobsurat aawara sadkon pe kabhi kabhi ittefaq se,
Kitne anjan log mil jate hain, unmein se kuchh log bhool jate hain
Kuchh yad reh jate hain, unmein se kuchh log bhool jate hain
Kuchh yad reh jate hain - 2

Awaz ki dooniya ke doston, kal rat kisi jagah mujhko...

Kis kadar yeh hasin khayal mila hai,
Rah me ek reshmi rumal mila hai,
Jo giraya tha kisine jankar, jiska ho le jaye woh pehchankar,
Warna main rakh lunga usako apna jankar,
Kisi husnwale ki nishani mankar, nishani mankar...

Hanste gate logo ki bato hi bato mein kabhi kabhi ek majak se
Kitne jawan kisse ban jate hain, un kisso mein chand bhool jate hain
Chand yad reh jate hain, unmein se kuchh log bhool jate hain
Kuchh yad reh jate hain........

Takdir mujhpe meherban hai, jis shokh ki yeh dastan hai...

Usane bhi shayad yeh paigham suna ho,
Mere gito me apna naam soona ho - 2
Dur baithi yeh raaz wo jaan le, meri aawaz ko pehchan le,
Kash phir kal rat jaisi barsat ho
Aur meri uski kahi mulakat ho, mulakat ho...

Lambi lambi raaton mein neend nahi jab aaye, kabhi kabhi is firaq se,
Kitne hasin khwab ban jate hain, unmein se kuchh khwab bhool jate hain,
Kuchh yad reh jate hain, unmein se kuchh log bhool jate hain,
Kuchh yad reh jate hain...

Aate jate khoobsurat aawara sadkon pe,
kabhi kabhi ittefaq se kitne anjan log mil jate hain,
Unmein se kuchh log bhool jate hain,
Kuchh yad reh jate hain...

Tuesday 18 September 2012

Deva Ho Deva Ganpati Deva!

Ganesh Chaturthi is on the doors. This song from the movie 'Hum Se Badhkar Kaun' is my way of saying thanks to Ganpati Bappa for all the happiness he has given me.

Music Director: Ram Laxman
Singers: Rafi, Asha Bhonsle,Shailendra Singh,Bhupinder Singh, Sapan Chakravarty
Lyricist: Ravindra Rawal

Vakratunda Mahakaya,
Suryakoti Samaprabha
Nirvighnam Kuru Me Deva
Sarva Kareshu Sarvada!

Ganpati bappaa morya,
mangal moorti morya - 2
Morya re bappa morya re - 2

Devaa ho devaa, Ganpati devaa
Tumse badhkar kaun
swaami tumse badhkar kaun - 2
Aur tumhaare bhaktjanon mein
Hamse badhkar kaun
Hamse badhkar kaun
Haay
devaa ho devaa
Ganpati devaa
Tumse badhkar kaun
Swaami tumse badhkar kaun

Adbhut roop ye kaayaa bhaari
Mahimaa badi hai darshan ki
Prabhu mahimaa badi hai darshan ki
Bin maange poori ho jaaye
Jo bhi ichchhaa ho man ki
Prabhu jo bhi ichchhaa ho man ki
ho ho ho ho
Jo bhi ichchhaa ho man ki
Ganpati bappaa morya,
mangal moorti morya
Devaa ho devaa
Ganpati devaa
Tumse badhkar kaun
Swaami tumse badhkar kaun
Aur tumhaare bhaktjanon mein
Hamse badhkar kaun
Haan
Hamse badhkar kaun
Devaa ho devaa
Ganpati devaa
Tumse badhkar kaun
Swaami tumse badhkar kaun

Chhoti si aashaa laayaa hoon
Chhote se man mein daataa
Is chhote se man mein daataa
Maangne sab aate thhe pehle
Sachchaa bhakt hi hai paataa
Prabhu sachchaa bhakt hi hai paataa
Ho ho ho ho
Sachchaa bhakt hi hai paataa
Ganpati bappaa morya,
Mangal moorti morya
Devaa ho devaa
Ganpati devaa
Tumse badhkar kaun
Swaami tumse badhkar kaun
Aur tumhaare bhaktjanon mein
Hamse badhkar kaun
Haan
Hamse badhkar kaun
Devaa ho devaa
Ganpati devaa
Tumse badhkar kaun
Swaami tumse badhkar kaun

Bhakton ki is bheed mein aise
Bagulaa bhagat bhi milte hain
Haan bagulaa bhagat bhi milte hain
Bhes badal kar ke bhakton kaa
Jo bhagwaan ko chhalte hain
Are jo bhagwaan ko chhalte hain
Ho ho ho ho
Jo bhagawaan ko chhalte hain
Ganpati bappaa morya,
Mangal moorti morya
Devaa ho devaa
Ganpati devaa
Tumse badhakar kaun
Swaami tumse badhkar kaun
Aur tumhaare bhaktjanon mein
Hamse badhkar kaun
Haan hamse badhkar kaun
Devaa ho devaa
Ganpati devaa
Tumse badhkar kaun
Swaami tumse badhkar kaun

Ek daal ke phoolon ka bhi
Alag alag hai bhaagy raha
Prabhu alag alag hai bhaagy raha
Dil mein rakhnaa dar uska
Mat bhool vidhaataa jaag raha
Mat bhool vidhaataa jaag raha
Ho ho ho ho ho ho
Mat bhool vidhaataa jaag rahaa
Ganpati bappaa morya,
Mangal moorti morya
Devaa ho devaa
Ganpati devaa
Tumse badhkar kaun
Swaami tumse badhkar kaun
Aur tumhaare bhaktjanon mein
Hamse badhkar kaun
Haan hamse badhkar kaun
He
Devaa ho devaa
Ganpati devaa
Tumse badhkar kaun
Swaami tumse badhkar kaun
Devaa ho devaa
Ganpati devaa
Tumse badhkar kaun
Swaami tumse badhkar kaun
Devaa ho devaa
Ganpati devaa
Tumse badhkar kaun
Swaami tumse badhkar kaun
Devaa ho devaa
Ganpati devaa
Tumse badhkar kaun
Swaami tumse badhkar kaun

Monday 17 September 2012

Awarapan Banjarapan!

This song from the movie 'Jism', has bin a buddy for most of us. Agri!!!! Enjoy the heart touching lyrics!

Music Director: M. M. Karim
Singer: K.K.
Lyricist: Nilesh Misra, Sayid Quadri

Awarapan banjarapan, ek hala hai seene mein,
Har dam har pal bechaini hai, kaun bhala hai seene mein...

Is dharti par jis pal suraj roj savere ugata hai - 2
Apne liye to thik usi pal, roj dhala hai seene mein,
Awarapan banjarapan, ek hala hai seene mein...

Jane ye kaisei aag lagi hai, ismein dhuan na chingari - 2
Ho na ho is baar kahin koi, khwab jala hai seene mein,
Awarapan banjarapan, ek hala hai seene mein,

Jis raste par tapta suraj saari raat nahi dhalta - 2
Ishk ki aisi rah gujar ko hamne chuna hai seene mein,
Awarapan banjarapan, ek hala hai seene mein...

Kahan kisi ke liye hai mumkin sab ke liye ek sa hona - 2
Thoda sa dil mera bura hai, thoda bhala hai seene mein,
Awarapan banjarapan, ek hala hai seene mein...

Saturday 15 September 2012

Laagi Tumse Man Ki Lagan!

A very sensuous song from the movie 'Paap'. But an all time favourite!

Music Director: Shahi
Singer: Rahat Fateh Ali Khan
Lyricist: Amjad Islam Amjad

Oo.. laagi tum se man ki lagan,
Lagan laagi tum se man ki lagan - 3
Gali gali ghoome, dil tujhe dhundhe -2,
Tere bin tarase nayan,
Lagan laagi tum se man ki lagan - 4

Aaja o meri jaan, mere dil ka jahaan,
Maange teri khabar, dhundhe tera nishaan...

Laagi tum se man ki lagan,
Lagan laagi tum se man ki lagan - 3
Gali gali ghoome, dil tujhe dhundhe -2,
Tere bin tarase nayan,
Lagan laagi tum se man ki lagan - 4

Tera tujhko saunp de, kya laagat hai mor,
Mera mujhmein kuch naaheen jo hovat so tor,
Tere bin mera man, jaise ban me hiran,
Jaise pagli pawan, laagi tum se man ki lagan,
Lagan laagi tum se man ki lagan - 3

aa aa....
pa da sa re ga re re sa, pa da sa re ga re re sa, ma ga re
pa da sa re ga re re sa
pa da sa re ga re sa, pa ma ga re sa, pa da sa re ga re re sa
sa re ga ma, ma ga dha pa
sa ni dha ni dha pa, dha pa ma pa ma ga, dha ma re ga pa

Friday 14 September 2012

Akhiyon Ke Jharokhon Se!

A beautiful song picturised on a beautiful couple from the movie 'Akhiyon Ke
Jharokhon Se'. The lyrics are very sweet.

Music Director: Ravindra Jain
Singer: Hemlata
Lyrics: Ravindra Jain

Ankhiyon Ke Jharokhon Se Maine Dekha Jo Saanware,
Tum Door Nazar Aaye Badi Door Nazar Aaye,
Band Karke Jharokhon Ko Zara Baithi Jo Sochne,
Man Mein Tumhi Muskaye.. Man Mein Tumhi Muskaye,
Ankhiyon Ke Jharokhon Se...

Ek Man Tha Mere Paas Woh Ab Khone Laga Hai,
Paakar Tujhe Haye Mujhe Kuchh Hone Laga Hai,
Ek Tere Bharose Pe Sab Baithi Hoon Bhool Ke,
Yoon Hi Umr Guzar Jaye.. Tere Saath Guzar Jaye,
Ankhiyon Ke Jharokhon Se...

Jeeti Hoon Tujhe Dekh Ke Marti Hoon Tumhi Pe,
Tum Ho Jahan Saajan Meri Duniya Hai Wahin Pe,
Din Raat Dua Maange Mera Man Tere Waaste,
Kabhi Apni Ummeedon Ka Kahin Phool Na Murjhaye,
Ankhiyon Ke Jharokhon Se...

Main Jab Se Tere Pyar Ke Rangon Mein Rangi Hoon,
Jagte Hue Soyi Rahi Neendon Mein Jagi Hoon,
Mere Pyar Bhare Sapne Kahin Koi Na Chheen Le,
Man Soch Ke Ghabraye.. Yahi Soch Ke Ghabraye,
Ankhiyon Ke Jharokhon Se...

Monday 10 September 2012

Best Of Yesudas!

Friends here's a list of songs of our favourite singer Yesudas... Enjoy!!!

1. Mana Ho Tum Behad Hasin...
2. Tum Itni Sundar Ho...
3. Shyam Rang Ranga De...
4. Kali Ghodi Dwar Khadi...
5. Tujhe Dekh Kar Jag Wale Par...
6. Sun Sajna...
7. Teri Bholi Muskan Ne...
8. Jab Deep Jale Aaan
9. Teri Chhoti Si Ek Bhool...
10. Chalo Man...
11. Aye Mere Udas Man...
12. Chaar Din Ki Zindagi Hai...
13. O Goriya Re...
14. Madhuban Khushboo...
15. Gori Tera Gaon Bada Pyara...
16. Janeman Janeman Tere Do Nayan...
17. Khushiyan Hi Khushiyan...
18. Chand Jaise Mukhde Pe...
19. Ka Karoon Sajni...
20. Kahan Se Aaye Badra...
21. Aaj Ki Raat...
22. Zid Na Karo...
23. Aaj Se Pehle...
24. Koi Gaata Main So Jaata...
25. Dil Ke Tukde-Tukde Karke...
26. Jaanam Jaanam...
27. Sunayana...
28. Tu Jo Mere Sur Mein...
29. Surmayi Akhiyon Mein...
30. Tere Bin Soona...
31. Do Din Ki Jawani...
32. Dheere Dheere Subah Hui...
33. Aansoon Bhi Hain...
34. Teri Tasveer...
35. Jaane Man Jaane Man...
36. Aapki Mehki Hui Zulfon Ko...
37. Tumhi Se...
38. Mohabbat Bade Kaam Ki Cheez Hai...
39. Neele Ambar Ke Tale...
40. Phir Milenge...

Wednesday 5 September 2012

Wada Raha Sanam!

This is one of the most famous songs of 90's from the movie 'Khiladi'. A must read romantic lyrics.

Music Director: Jatin-Lalit
Singer(s): Abhijeet, Alka Yagnik
Lyricist: Anwar Sagar

--FEMALE--
Aa ha ha ha ha, ah ha ha ha ha
Aa aa aa ha ha ha ha
Wada raha sanam, honge juda na hum,
Chaahe na chaahe zamana,
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana - 2

--MALE--
Wada raha sanam, honge juda na hum,
Chaahe na chaahe zamana,
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana - 2

--FEMALE--
In vaadiyon mein yunhi milte rahenge,
Dil mein vafa ke diye jalte rahenge - 2
Yeh manga hai duaon mein,
Kami na ho vafaaon mein,
Rahe teri nigaahon mein,
Likho na yeh fizaon mein o saajana,
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana - 2

--MALE--
Kaisi udaasi tere chehre pe chhaayi,
Kya baat hai jo teri aankh bhar aayi - 2
Dekho to kya nazaare hain,
Tumhaari tarah pyaare hain,
Hanso na mere liye tum,
Sabhi to yeh tumhare hai o jaane jaan,
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana - 2

--BOTH--
Wada raha sanam, honge juda na hum
Chaahe na chaahe zamana
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana - 2
Hm hm hm hm hm hm hm, hm hm hm hm hm hm hm - 2

Saturday 1 September 2012

Jingle Jingle Sabki Jebein!

This song from the movie 'Badmash Company' is not so popular, but is quite different.

Singers(s): Mohit Chauhan, Master Salim & Farhid
Music Director: Pritam
Lyricist: Anvita Dutt Guptan

Kabhi to kismat hi-fi hamari ho,
Kabhi to T-shirt se matching ferrari ho,
Kabhi to bank mein currency karari ho,
Kabhi to apni madonna se yaari ho,
Kabhi kabhi aisa lagey, yeh bhi kum hai khwaishein,
Khuda mera poocha kare, raza meri and he'll pay the bill...

Jingle jingle sabki jebein, jingle jingle bell,
Apne paas to sikka single, so what the hell - 2

Jahan bhi jaye ek spotlight upar ho,
Sensex niche phir bhi hum upar ho,
007 James Bond wali ghadi ho,
USA mein dus baaran kothiyan padi ho,
Kabhi kabhi aisa lagey, yeh bhi kum hai khwaishein,
Khuda mera poocha kare, raza meri and he'll pay the bill...

Jingle jingle sabki jebein, jingle jingle bell,
Apne paas to sikka single, so what the hell - 2

(bouncing)
Mera check book leke aao, they don't accept cards,
What to do, Dinar, Dollar, Euros, Francs,
What's with the money of the world in bank,
Crorepati but my pocket is khaali,
Pretending that I'm living on milk and honey,
Clothes and cars, diamonds and gold bars,
I'm living off love but I'm looking like a star.

Hazratein hai badi, full full hai tadi,
Qaynaat chahiye, taaron se jo ho jadi,
So what if sab chahiye (chahiye), muthi bar sahi,
Jo seedhay se haasil na ho, chheen lo.

One day jacuzzi wale do teen hotel ho,
Apne bhi naam ki beer ki bottle ho,
One day versace ka wardrobe total ho,
Foreign ki ladki par rate yaar local ho,
Kabhi kabhi aisa lagey, yeh bhi kum hai khwaishein,
Khuda mera poocha kare, raza meri I don't take a pill...

Jingle jingle sabki jebein, jingle jingle bell,
Apne paas to sikka single, so what the hell - 2

Jingle jingle sabki deve, jingle jingle de
Apne paas to sikka single, sau baata hai...