Showing posts with label Amrit Manthan(1934). Show all posts
Showing posts with label Amrit Manthan(1934). Show all posts

Thursday, 7 March 2013

Amrit Manthan(1934)!

Very nice lyrics from the movie Amrit Manthan(1934).

Singer(s): Shanta Apte
Music Director:Keshavrao Bhole
Lyricist:Veer Mohammedpuri

Kamsini mein dil pe gham ka bhar kyon - (2)
Wah yeh kismat paas gul ke kar kyon - (2)

Toot jab ummeed hi apni gayi - (2)
Bandh raha hai ansuon ka taar kyon - (2)

Dil hua tukde to pehli baar mein - (2)
Phir bhi teeron ki hai ye bauchhar kyon

Veer is deewanagi mein hai maza - (2)
Log kehte hain ise ajar kyon - (2)

Wednesday, 6 March 2013

Amrit Manthan(1934)!

Very nice lyrics from the movie Amrit Manthan(1934).

Singer(s): Shanta Apte
Music Director:Keshavrao Bhole
Lyricist:Veer Mohammedpuri

Rat aayi hai naya rang jamane ke liye
Leke aram kaa paigam jamane ke liye

Gun-gunati huyi dhire se yeh aati hai saba
Thapakiya man kee tarah de ke sulane ke liye

Kaise berehmi se bikhare hain yeh lalo gohar
Aasman kya teri daulat hai lutane ke liye

Kya hee achchha hai yeh bachapan kaa jamana bhi yahan
Mauj karane ke liye
khelane khane ke liye