Yet another ultimate romantic number from the movie 'Anurodh'. This peppy yet romantic song is a must read.
Music Director: Laxmikant-Pyarelal
Singer: Kishore Kumar
Lyricist: Anand Bakshi
Aate jate khoobsurat aawara sadkon pe kabhi kabhi ittefaq se,
Kitne anjan log mil jate hain, unmein se kuchh log bhool jate hain
Kuchh yad reh jate hain, unmein se kuchh log bhool jate hain
Kuchh yad reh jate hain - 2
Awaz ki dooniya ke doston, kal rat kisi jagah mujhko...
Kis kadar yeh hasin khayal mila hai,
Rah me ek reshmi rumal mila hai,
Jo giraya tha kisine jankar, jiska ho le jaye woh pehchankar,
Warna main rakh lunga usako apna jankar,
Kisi husnwale ki nishani mankar, nishani mankar...
Hanste gate logo ki bato hi bato mein kabhi kabhi ek majak se
Kitne jawan kisse ban jate hain, un kisso mein chand bhool jate hain
Chand yad reh jate hain, unmein se kuchh log bhool jate hain
Kuchh yad reh jate hain........
Takdir mujhpe meherban hai, jis shokh ki yeh dastan hai...
Usane bhi shayad yeh paigham suna ho,
Mere gito me apna naam soona ho - 2
Dur baithi yeh raaz wo jaan le, meri aawaz ko pehchan le,
Kash phir kal rat jaisi barsat ho
Aur meri uski kahi mulakat ho, mulakat ho...
Lambi lambi raaton mein neend nahi jab aaye, kabhi kabhi is firaq se,
Kitne hasin khwab ban jate hain, unmein se kuchh khwab bhool jate hain,
Kuchh yad reh jate hain, unmein se kuchh log bhool jate hain,
Kuchh yad reh jate hain...
Aate jate khoobsurat aawara sadkon pe,
kabhi kabhi ittefaq se kitne anjan log mil jate hain,
Unmein se kuchh log bhool jate hain,

No comments:
Post a Comment
Feel free to express.