Tuesday, 25 September 2012

Jab Koi Baat Bigad Jaye!

An ultimate pure love song from the movie 'Jurm'. Once u read the lyrics, u will feel urself into the song. Really a nice one.

Music Director: Rajesh Roshan
Singers: Kumar Sanu, Sadhna Sargam
Lyricists: Indeevar, Payam

–MALE–
Jab koi baat bigad jaye, jab koi mushkil pad jaye
Tum dena saath mera, o, humnavaaz
Jab koi baat bigad jaye, jab koi mushkil pad jaye
Na koi hai, na koi tha, zindagi mein tumhaare siva
Tum dena saath mera, o, humnavaaz — 2

Ho chandani jab tak raat, deta hai har koi saath,
Tum magar andheron mein, na chhodna mera haath... - 2

Jab koi baat bigad jaye, jab koi mushkil pad jaye
Tum dena saath mera, o, humnavaaz
Na koi hai, na koi tha, zindagi mein tumhaare siva
Tum dena saath mera, o, humnavaaz

–FEMALE–
Vafaadari ki vo rasamein nibhayenge hum to kasmein,
Ek bhi saans zindagi ki, jab tak ho apne bas mein... - 2

Jab koi baat bigad jaye, jab koi mushkil pad jaye
Tum dena saath mera, o, humnavaaz

–MALE–
Na koi hai, na koi tha, zindagi mein tumhaare siva
Tum dena saath mera, o, humnavaaz

Dil ko mere hua yakin, hum pahale bhi mile kahin
Silsila ye sadiyon ka, koi aaj ki baat nahin

–FEMALE–
Dil ko mere hua yakin, hum pahale bhi mile kahin
Silsila ye sadiyon ka, koi aaj ki baat nahin

–BOTH–
Jab koi baat bigad jaye, jab koi mushkil pad jaye
Tum dena saath mera, o, humnavaaz

–Chorus–
Jab koi baat bigad jaye, jab koi mushkil pad jaye
Tum dena saath mera, o, humnavaaz

Na koi hai, na koi tha, zindagi mein tumhaare siva
Tum dena saath mera, o, humnavaaz

–BOTH–
Tum dena saath mera, o, humnavaaz

Mahiya!

A foot stepping song from the movie 'Awarapan'. This is quite a fast track but still very melodious and a favourite of all.

Music Directors: Pritam Chakraborty
Singer: Suzanne DMello
Lyricist: Sayeed Quadri

Somewhere out there i know there is someone,
Who is waiting just 4 me mahiya,
He is gonna set me free mahiya,

Jiski ankhon mein meri hi nami ho,
Koi to hai woh yar mahiya, karoon main intezar mahiya,
Jiske jine mein meri hi kami ho,
Rahe jo bekarar mahiya, woh mujhpe nisar mahiya,
Jiski har bat mujhse judi ho,
Chahe jo beshumar mahiya, wafa se wafadar mahiya...

How long my, why cant u be a part of my reality,

Usko le jindgi ke khwab main bunoon, chamkile rang sare uname bharoon,
Usko aksar khayalon mein socha,
Kahin to hai woh yaar mahiya, woh mera dildar mahiya

Somewhere out there i know there is someone,
Who is waiting just 4 me mahiya,
He is gonna set me free mahiya,

I know that he is gonna be my destiny, its all part of my reality,
Kabse uske aane ki main raah takoon,
Kabse chhupa ke ise dil me rakhoon,

Mere dil ne tarasha use jaisa
Milega wahi yar mahiya, hai mujhe aitbar mahiya

Somewhere out there i know there is someone,
Who is waiting just 4 me mahiya,
He is gonna set me free mahiya,

Jiski ankhon mein meri hi nami ho,
Koi to hai woh yar mahiya, karoon main intezar mahiya,
Jiske jine mein meri hi kami ho,
Rahe jo bekarar mahiya, woh mujhpe nisar mahiya,
Jiski har bat mujhse judi ho,
Chahe jo beshumar mahiya, wafa se wafadar mahiya...

Friday, 21 September 2012

Aate Jate Khoobsurat Awara Sadkon Pe!

Yet another ultimate romantic number from the movie 'Anurodh'. This peppy yet romantic song is a must read.

Music Director: Laxmikant-Pyarelal
Singer: Kishore Kumar
Lyricist: Anand Bakshi

Aate jate khoobsurat aawara sadkon pe kabhi kabhi ittefaq se,
Kitne anjan log mil jate hain, unmein se kuchh log bhool jate hain
Kuchh yad reh jate hain, unmein se kuchh log bhool jate hain
Kuchh yad reh jate hain - 2

Awaz ki dooniya ke doston, kal rat kisi jagah mujhko...

Kis kadar yeh hasin khayal mila hai,
Rah me ek reshmi rumal mila hai,
Jo giraya tha kisine jankar, jiska ho le jaye woh pehchankar,
Warna main rakh lunga usako apna jankar,
Kisi husnwale ki nishani mankar, nishani mankar...

Hanste gate logo ki bato hi bato mein kabhi kabhi ek majak se
Kitne jawan kisse ban jate hain, un kisso mein chand bhool jate hain
Chand yad reh jate hain, unmein se kuchh log bhool jate hain
Kuchh yad reh jate hain........

Takdir mujhpe meherban hai, jis shokh ki yeh dastan hai...

Usane bhi shayad yeh paigham suna ho,
Mere gito me apna naam soona ho - 2
Dur baithi yeh raaz wo jaan le, meri aawaz ko pehchan le,
Kash phir kal rat jaisi barsat ho
Aur meri uski kahi mulakat ho, mulakat ho...

Lambi lambi raaton mein neend nahi jab aaye, kabhi kabhi is firaq se,
Kitne hasin khwab ban jate hain, unmein se kuchh khwab bhool jate hain,
Kuchh yad reh jate hain, unmein se kuchh log bhool jate hain,
Kuchh yad reh jate hain...

Aate jate khoobsurat aawara sadkon pe,
kabhi kabhi ittefaq se kitne anjan log mil jate hain,
Unmein se kuchh log bhool jate hain,
Kuchh yad reh jate hain...

Tuesday, 18 September 2012

Deva Ho Deva Ganpati Deva!

Ganesh Chaturthi is on the doors. This song from the movie 'Hum Se Badhkar Kaun' is my way of saying thanks to Ganpati Bappa for all the happiness he has given me.

Music Director: Ram Laxman
Singers: Rafi, Asha Bhonsle,Shailendra Singh,Bhupinder Singh, Sapan Chakravarty
Lyricist: Ravindra Rawal

Vakratunda Mahakaya,
Suryakoti Samaprabha
Nirvighnam Kuru Me Deva
Sarva Kareshu Sarvada!

Ganpati bappaa morya,
mangal moorti morya - 2
Morya re bappa morya re - 2

Devaa ho devaa, Ganpati devaa
Tumse badhkar kaun
swaami tumse badhkar kaun - 2
Aur tumhaare bhaktjanon mein
Hamse badhkar kaun
Hamse badhkar kaun
Haay
devaa ho devaa
Ganpati devaa
Tumse badhkar kaun
Swaami tumse badhkar kaun

Adbhut roop ye kaayaa bhaari
Mahimaa badi hai darshan ki
Prabhu mahimaa badi hai darshan ki
Bin maange poori ho jaaye
Jo bhi ichchhaa ho man ki
Prabhu jo bhi ichchhaa ho man ki
ho ho ho ho
Jo bhi ichchhaa ho man ki
Ganpati bappaa morya,
mangal moorti morya
Devaa ho devaa
Ganpati devaa
Tumse badhkar kaun
Swaami tumse badhkar kaun
Aur tumhaare bhaktjanon mein
Hamse badhkar kaun
Haan
Hamse badhkar kaun
Devaa ho devaa
Ganpati devaa
Tumse badhkar kaun
Swaami tumse badhkar kaun

Chhoti si aashaa laayaa hoon
Chhote se man mein daataa
Is chhote se man mein daataa
Maangne sab aate thhe pehle
Sachchaa bhakt hi hai paataa
Prabhu sachchaa bhakt hi hai paataa
Ho ho ho ho
Sachchaa bhakt hi hai paataa
Ganpati bappaa morya,
Mangal moorti morya
Devaa ho devaa
Ganpati devaa
Tumse badhkar kaun
Swaami tumse badhkar kaun
Aur tumhaare bhaktjanon mein
Hamse badhkar kaun
Haan
Hamse badhkar kaun
Devaa ho devaa
Ganpati devaa
Tumse badhkar kaun
Swaami tumse badhkar kaun

Bhakton ki is bheed mein aise
Bagulaa bhagat bhi milte hain
Haan bagulaa bhagat bhi milte hain
Bhes badal kar ke bhakton kaa
Jo bhagwaan ko chhalte hain
Are jo bhagwaan ko chhalte hain
Ho ho ho ho
Jo bhagawaan ko chhalte hain
Ganpati bappaa morya,
Mangal moorti morya
Devaa ho devaa
Ganpati devaa
Tumse badhakar kaun
Swaami tumse badhkar kaun
Aur tumhaare bhaktjanon mein
Hamse badhkar kaun
Haan hamse badhkar kaun
Devaa ho devaa
Ganpati devaa
Tumse badhkar kaun
Swaami tumse badhkar kaun

Ek daal ke phoolon ka bhi
Alag alag hai bhaagy raha
Prabhu alag alag hai bhaagy raha
Dil mein rakhnaa dar uska
Mat bhool vidhaataa jaag raha
Mat bhool vidhaataa jaag raha
Ho ho ho ho ho ho
Mat bhool vidhaataa jaag rahaa
Ganpati bappaa morya,
Mangal moorti morya
Devaa ho devaa
Ganpati devaa
Tumse badhkar kaun
Swaami tumse badhkar kaun
Aur tumhaare bhaktjanon mein
Hamse badhkar kaun
Haan hamse badhkar kaun
He
Devaa ho devaa
Ganpati devaa
Tumse badhkar kaun
Swaami tumse badhkar kaun
Devaa ho devaa
Ganpati devaa
Tumse badhkar kaun
Swaami tumse badhkar kaun
Devaa ho devaa
Ganpati devaa
Tumse badhkar kaun
Swaami tumse badhkar kaun
Devaa ho devaa
Ganpati devaa
Tumse badhkar kaun
Swaami tumse badhkar kaun

Monday, 17 September 2012

Awarapan Banjarapan!

This song from the movie 'Jism', has bin a buddy for most of us. Agri!!!! Enjoy the heart touching lyrics!

Music Director: M. M. Karim
Singer: K.K.
Lyricist: Nilesh Misra, Sayid Quadri

Awarapan banjarapan, ek hala hai seene mein,
Har dam har pal bechaini hai, kaun bhala hai seene mein...

Is dharti par jis pal suraj roj savere ugata hai - 2
Apne liye to thik usi pal, roj dhala hai seene mein,
Awarapan banjarapan, ek hala hai seene mein...

Jane ye kaisei aag lagi hai, ismein dhuan na chingari - 2
Ho na ho is baar kahin koi, khwab jala hai seene mein,
Awarapan banjarapan, ek hala hai seene mein,

Jis raste par tapta suraj saari raat nahi dhalta - 2
Ishk ki aisi rah gujar ko hamne chuna hai seene mein,
Awarapan banjarapan, ek hala hai seene mein...

Kahan kisi ke liye hai mumkin sab ke liye ek sa hona - 2
Thoda sa dil mera bura hai, thoda bhala hai seene mein,
Awarapan banjarapan, ek hala hai seene mein...