Tuesday, 26 March 2013

Raja Hindustani(1996) - Kitna Pyara Tujhe Rab Ne Banaya!

Very nice lyrics from the movie Raja Hindustani(1996).

Singer(s): Alka Yagnik, Udit Narayan
Music Director:Nadeem Shravan
Lyricist:Sameer

--Male--
Jee kare dekhta rahoon

--Female--
Kya

--Male--
Kitna pyaara tujhe rab ne banaaya
Kitna pyaara tujhe rab ne banaaya
Jee kare dekhta rahoon

O kitna sona tujhe rab ne banaaya
Kitna sona tujhe rab ne banaaya
Jee kare dekhta rahoon

--Female--
Tu hai paagal tu hai joker
Tu hai dilbar jaani

Tu hai paagal tu hai joker
Tu hai dilbar jaani

Sabse pyaara mera yaara
Raja hindustani

--Male--
Kitna pyaara tujhe rab ne banaaya
Jee kare dekhta rahoon
O kitna sona tujhe rab ne banaaya
Jee kare dekhta rahoon

Ambar se aayi hai pariyon ki raani
Dekh jise hoti hai sabko hairaani
Ho ambar se aayi hai pariyon ki raani
Dekh jise hoti hai sabko hairaani

Sundar sa mukhda hai phoolon ke jaisa
Hoga na duniya mein koi aisa

--Female--
Kitna seedha kitna sachcha
Mera raja kitna achchha

Mujhko to achchhi lagti hai
Teri har nadaani
Mujhko to achchhi lagti hai
Teri har nadaani

Sabse pyaara mera yaara
Raja Hindustani

--Male--
O kitna pyaara tujhe rab ne banaaya
Jee kare dekhta rahoon
O kitna sona tujhe rab ne banaaya
Jee kare dekhta rahoon

Koyal ke jaisi hai teri ye boli
Moorat ke jaisi hai soorat ye bholi
O koyal ke jaisi hai teri ye boli
Moorat ke jaisi hai soorat ye bholi

Baaghon mein jaao na dil mera ghabraaye
Peiron mein kaanta koi hay na chubh jaaye

--Female--
Main deewani ho na jaoon
Teri baton mein kho na jaoon

Udta baadal behta paani
Bole rut mastaani
Udta baadal behta paani
Bole rut mastaani

--Male--
Kya

--Female--
Sabse pyaara mera yaara
Raja hindustani

--Male--
Kitna pyaara tujhe rab ne banaaya
O kitna sona tujhe rab ne banaaya
Jee kare dekhta rahoon

--Female--
Tu hai paagal tu hai joker
Tu hai dilbar jaani

Sabse pyaara mera yaara
Raja hindustani

--Male--
O kitna pyaara tujhe rab ne banaaya
Jee kare dekhta rahoon
Jee kare dekhta rahoon

--Female--
Joker.

No comments:

Post a Comment

Feel free to express.