Very nice lyrics from the movie Dil To Pagal Hai(1997).
Singer(s): Lata Mangeshkar, Udit Narayan
Music Director:Uttam Singh
Lyricist:Anand Bakshi
Bholi si soorat aankhon mein masti
Ay hay
Arre bholi si soorat aankhon mein masti door khadi sharmaaye
Ay hay
Ek jhalak dikhlaaye kabhi kabhi aanchal mein chhup jaaye
Ay hay
Meri nazar se tum dekho to yaar nazar wo aaye
Bholi si soorat aankhon mein masti door khadi sharmaaye

Hmmm.... lala..
Ahah.. lalala..
Ahah.. lalala..
Ladki nahin hai wo jaadu hai aur kaha kya jaaye
Raat ko mere khwaab mein aaye wo zulfein bikhraaye
Aankh khuli to dil chaaha phir neend mujhe aa jaaye
Bin dekhe ye haal hua dekhoon to kya ho jaaye

lalala....
Saawan ka pehla baadal uska kaajal ban jaaye
Mauj uthay saagar mein jaise aise kadam uthaaye
Rab ne jaane kis mitti se uske ang banaaye
Chham se kaash kahin se mere saamne wo aa jaaye

No comments:
Post a Comment
Feel free to express.