Tuesday, 2 April 2013

Maine Pyar Kiya(1989) - Antakshari!

Very nice lyrics from the movie Maine Pyar Kiya(1989).

Singer(s): S. P. Balasubrahmanyam, Lata Mangeshkar
Music Director:Raam Laxman
Lyricist:Asad Bhopali

Aaja ayee bahar dil hai beqarar
O mere rajkumar tere bin raha na jaaye aaja

Ja ja ja mujhe na ab yaah ah
Ja ja ja mujhe na ab yaah ah
O mujhe bhool jaane de jaane de
Ja ja ja mujhe na ab yaad aa tu

Tumari nazar kyon khafa ho gayi
Khata baksh do ghar khata ho gayi
Hamara iraada toh kuch bhi na tha
Tumhari khata khud sazza ho gayi

Ik banjara gaaye jeevan ke geet sunaaye
Hum sab jeenewalon ko jeene ki raah bataye
Ik banjara gaaye ho ho ho

Haal kaise hai janaab ka
Kya khayal hai aap ka
Tum to machal gaye ho oh oh
Yunhi Phisal gaye ah ha ah
Haal Kaisa hao jannab ka

Kehete kabeer suno bhai saadon baat kahoon mei ghadi
Ke duniya ek numbari to me dus numbari
Ke duniya ek numbari to me dus numbari

Raamchandra kaha gaye siyaase ramchandra kaha gaya siyasse
Aisaa kaliyuga aaegaa hansa chugegaa daanaa dunakaa kauvva motii
Khaaegaa he raamchandra kaha gaye siyaase

Sama hai suhana suhana nashe mei jahan hai
Kisiko kisiki khabar hai
Har dil mein dekho mohabbat jawan hai ho oho oh oh

Ho rama ho hum to chale pardes hum pardesi ho gaye
Phoota apna desh hum pardesi hogaye oh ho ho

Ha Ha Ha
Husn ke lakho rang kaun sa rang dekho ge
Aag hai yeh badan kaun sa ang dekho ge (Repeat once)

Gore rang pe na itna ghuma na kar
Ho gore rang do din me dhal jayega
Gore rang pe na itna ghuma na kar
Ho gore rang do din me dhal jayega
Mein shama hoon tu hai parwana
Mujhse pehle tu jal hayega
Ho gore rang pe na itna ghuma na kar

Ruk ja ruk ja oh jaanewaali ruk ja
Mei to rahi teri manzil ka
Nazaron mein teri meri bura sahi
Aadmi bura nahi mei dil ka
Ruk Ja

Jahan mei jaati hoon wahi chale aate ho
Chori chori mere dil me samate ho
Yeh to bataon ke tum mere kaun ho

Hum toh tere aashiq hai sadiyon puraane
Hum toh tere aashiq hai sadiyon puraane
Chahe tu maane chahe na maane
Chahe tu maane chahe na maane
Hum toh chale aaye sanam tujko manane
Chahe tu chahe na
Chahe tu maane chahe na maane

Naino me sapna sapno mei nsajane sajana pe dil agaya
Ho sajana pe dil agaya
Thatheya thatheya ho
Arre naino me sapna sapno mei sajani sajani pe dil agaya
Ke sajani pe dil agaya

Yeh public hai public babu
Yeh jo public hai yeh sab haanti hai public hai
Aji andar kya hai aji baar kya hai
Andar kya hai baar kya hai
Yeh sab kuch pehchaanti hai
Public hai yeh sab jaanti hai public hai

Hoton mein aisi baat me dabba ke chali ayee
Khul jayi wohi baat to duhayi hai duhayi
Baat kisme pyar to hai zehar bhi hai ha
Hoton mein aisi baat mei dabba ke chali ayee
Khul jaye wohi baat to duhayi hai duhayi

Inteha ho gayi intezar ki
Ayi na kuch khabar mere yaar ki
Yeh hame hai yakeen bewafa woh nahin
Phir vajah kya hui
Intezar ki

Kaate nahin kat te yeh din yeh raat
Keheni thi tumse jo dil ki baat
Lo aaj kei kehti hoon
I love you I love you.. I love you…

Maine Pyar Kiya(1989) - Dil Deewana(Duet)!

Very nice lyrics from the movie Maine Pyar Kiya(1989).

Singer(s): S. P.Balasubrahmanyam, Lata Mangeshkar
Music Director:Raam Laxman
Lyricist:Asad Bhopali

Ho ho ho ho hola la la la la la
Hmmmhmmmhmmm
Dil deewana bin sajnaa ke maane na(2)
Yeh pagla hai samjhaane se samjhe na(2)

Dhak dhak bole
 ik ut dole din raina
Yeh pagla hai samjhaane se samjhe na(2)
Duniya maange apni muraade mai to maangu saajan
Ho ho ho ho
Duniya maange apni muraade mai to maangu  saajan
Rahe salaamat mera sajna
Aur sajna ka aangan
Iske siva dil rab se kuch bhi chaahe na
Yeh pagla hai
 samjhaane se samjhe na(2)
Ho ho ho ho
Ho ho hohola la la la la ho ho ho
Jiye chahe banaake aanchal
Tumko lapetu tan pe
Kabhi yeh sonchu mai udd jaau
Tumko liye gagan pe
Aur bhi kuch hai dil ke iraade kya kehna
Yeh pagla haisamjhaane se samjhe na(2)
Dil deewana bin sajna ke maane na

Yeh pagla hai samjhaane se samjhe na

Maine Pyar Kiya(1989) - Aate Jaate!

Very nice lyrics from the movie Maine Pyar Kiya(1989).

Singer(s): S. P. Balasubrahmanyam, Lata Mangeshkar
Music Director:Raam Laxman
Lyricist:Dev Kohli

Aate Jaate
 Hanste Gaate
Socha Tha Maine Man Mein Kai Baar
Woh Pehli Nazar
 Halka Sa Asar
Karta Hai Kyun Is Dil Ko Bekaraar
Ruk Ke Chalna
 Chalke Rukna
Na Jaane Tumhe Hai Kiska Intezaar

Tera Woh Yakin Kahin Main To Nahin
Lagta Hai Yehi Kyon Mujhko Baar Baar
Yehi Sach Hai
 Shayad Maine Pyar Kiya

Aate Jaate
 Hanste Gaate
Socha Tha Maine Man Mein Kai Baar
Hothon Ki Kali
 Kuch Aur Khili
Yeh Dil Pe Hua Hai Kiska Ikhtiyaar
Tum Kaun Ho Batla To Do
Kyun Karne Lagi Maein Tum Pe Aitbaar
Khamosh Rahun Ya Main Keh Doon
Ya Karlu Maein Chupke Se Yeh Sweekar
Yehi Sach Hai
 Shayad Maine Pyar Kiya
Haan Haan Tum Se
 Maine Pyar Kiya

Maine Pyar Kiya(1989) - Aaye Mausam Dosti Ka!

Very nice lyrics from the movie Maine Pyar Kiya(1989).

Singer(s): S.P. Balasubrahmanyam, Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar, Shailendra Singh
Music Director:Raam Laxman
Lyricist:Dev Kohli

Tum Ladki Ho Main Ladka Hoon
Tum Aayi To Sach Kehta Hoon
Aaya Mausam Dosti Ka
Ki Aaya Mausam Dosti Ka

Main Ladki Hoon Tum Ladke Ho
Yoon Lagta Hai Jab Milte Ho
Aaya Mausam Dosti Ka
Ki Aaya Mausam Dosti Ka

Lalala... Lala
Lalala... Lala
( Jaane Kyon Lagta Hai Meri Tumhari Pehle Se Pehchaan Hai )… (2)
Tum Maan Itna Jo De Rahe Ho Mujhpe Ye Ehsaan Hai
Ehsaanon Ki Baatein Chhodo
Aao Humse Naata Jodo
Aaya Mausam Dosti Ka
Ki Aaya Mausam Dosti Ka

Main Ka Jaanu Ka Cheez Hove Hai Pyaar
Karajva Pe Lagi Najar Ki Kataar
Main Ka Jaanu Ka Cheez Hove Hai Pyaar
Karajva Pe Lagi Najar Ki Kataar
Arri Deewani Na Kar Naadani ( Hay Daiya )
Teri Baatein Hai ( Achchha ) Badi Toofani
Nahin Ye Mausam Dillagi Ka( Arre Re Re Re )
Nahin Ye Mausam Khudkhushi Ka

Tara Ruru..Ruru
Hey Hey.. Hoho
( Rishta Nahin Hai Dono Ko Phir Bhi Baandhe Koi Dor Hai )… (2)
Is Dosti Ko Kya Naam Dein Hum Ye Baat Kuchh Aur Hai
Deewanapan Keh Sakte Ho
Dil Ki Dhadkan Keh Sakte Ho
Aaya Mausam Dosti Ka
Ki Aaya Mausam Dosti Ka

Saturday, 30 March 2013

Dil To Pagal Hai(1997) - Bholi Si Surat!

Very nice lyrics from the movie Dil To Pagal Hai(1997).

Singer(s): Lata Mangeshkar, Udit Narayan
Music Director:Uttam Singh
Lyricist:Anand Bakshi

Bholi si soorat aankhon mein masti
Ay hay
Arre bholi si soorat aankhon mein masti door khadi sharmaaye
Ay hay
Ek jhalak dikhlaaye kabhi kabhi aanchal mein chhup jaaye
Ay hay
Meri nazar se tum dekho to yaar nazar wo aaye
Bholi si soorat aankhon mein masti door khadi sharmaaye
Ay hay
Ek jhalak dikhlaaye kabhi kabhi aanchal mein chhup jaaye
Ay hay
Meri nazar se tum dekho to yaar nazar wo aaye
Bholi si soorat aankhon mein masti
Ay hay
Hmmm.... lala..
Ahah.. lalala..
Ahah.. lalala..
Ladki nahin hai wo jaadu hai aur kaha kya jaaye
Raat ko mere khwaab mein aaye wo zulfein bikhraaye
Aankh khuli to dil chaaha phir neend mujhe aa jaaye
Bin dekhe ye haal hua dekhoon to kya ho jaaye
Bholi si soorat aankhon mein masti door khadi sharmaaye
Ay hay
Ek jhalak dikhlaaye kabhi kabhi aanchal mein chhup jaaye
Ay hay
Meri nazar se tum dekho to yaar nazar wo aaye
Bholi si soorat aankhon mein masti
Ay hay
lalala....
Saawan ka pehla baadal uska kaajal ban jaaye
Mauj uthay saagar mein jaise aise kadam uthaaye
Rab ne jaane kis mitti se uske ang banaaye
Chham se kaash kahin se mere saamne wo aa jaaye
Bholi si soorat aankhon mein masti door khadi sharmaaye
Ay hay
Ek jhalak dikhlaaye kabhi kabhi aanchal mein chhup jaaye
Ay hay
Meri nazar se tum dekho to yaar nazar wo aaye
Bholi si soorat aankhon mein masti door khadi sharmaaye
Ay hay
Ay hay