This one is a classic pick from the movie 'Ijazat'. Beautiful composition and soothing lyrics makes the song an all time favourite.
Music Director: R D Burman
Singer: Asha Bhosle
Lyrics: Gulzar
Lalalala
Chhoti si kahani se
Barishon ke pani se
Saari wadi bhar gayi - 2
Lalala
Na jaane kyun, dil bhar gaya
Na jaane kyun, aankh bhar gayi...
Shakon pe patte the,
Patton pe boondein thi,
Boondon mein paani tha,
Paani mein aansu the... - 2
Dil mein gile bhi the,
Pehle mile bhi the,
Milke paraye the,
Do hum saaye the... - 2
Rukti hai, thamti hai,
Kabhi barasti hai,
Badal pe paon rakhke,
Baarish machalti hai... - 2
Chhoti si kahani se
Barishon ke pani se
Saari wadi bhar gayi - 2
Music Director: R D Burman
Singer: Asha Bhosle
Lyrics: Gulzar
Lalalala
Chhoti si kahani se
Barishon ke pani se
Saari wadi bhar gayi - 2
Lalala
Na jaane kyun, dil bhar gaya
Na jaane kyun, aankh bhar gayi...
Shakon pe patte the,
Patton pe boondein thi,
Boondon mein paani tha,
Paani mein aansu the... - 2
Dil mein gile bhi the,
Pehle mile bhi the,
Milke paraye the,
Do hum saaye the... - 2
Rukti hai, thamti hai,
Kabhi barasti hai,
Badal pe paon rakhke,
Baarish machalti hai... - 2
Chhoti si kahani se
Barishon ke pani se
Saari wadi bhar gayi - 2
No comments:
Post a Comment
Feel free to express.