Today I have brought for u a superb classic of The Legend Mohammed Rafi! I have picked a diamond from his shining collection of songs!
Its the song Maine Poocha Chand Se, from the movie Abdullah!
Singer: Mohammad Rafi
Music Director: R D Burman
Lyricist: Anand Bakshi
Maine puchha chand se ke dekha hai kahin mere yaar sa hasin
Chand ne kaha, chandni ki kasam, nahee nahee nahee
Maine puchha chand se........
Maine yeh hijab tera dhundha, har jagah shabab tera dhundha
Kaliyon se misaal teri puchhi, phulo mein jawab tera dhundha
Maine puchha baagh se, falak ho ya zamin, aisa phul hai kahin
Baagh ne kaha har kali ki kasam nahee nahee nahee
Maine puchha chand se........
Ho, chaal hai ke mauj ki rawani, zulf hai ke raat ki kahani
Honth hain ke aayine kanwal ke, aankh hai ke maekadon ki rani
Maine puchha jaam se, falak ho ya zamin, aisi meh bhi hai kahee
Jaam ne kaha mehkashi ki kasam nahee nahee nahee
Maine puchha chand se........
Khubsurati jo tune payi, lut gayi khuda ki bas khudayi
Meer ke gajhal kahoon tujhe main, ya kahun khaiyyaam ki rubayi
Mai jo puchhun shayaron se, aisa dil nashi koyi sher hai kahin
Shayar kahe shayari ki kasam, nahee nahee nahee
Maine puchha chand se........
A real classic!

No comments:
Post a Comment
Feel free to express.